Roman script

ae rang rut o bekhabar

marne ko tu aa gaya kidhar

ky aag se khelne tu chala

jal jaayega o diwaane

tere mera kya waasta

ja pakad apna raasta

tere mera kya waasta

ja re ja

aisa sabak sikhaaungi tujhe

nani ki yaad dilaangi tujhe

ye dastur theek nahi

itna gurur theek nahi

pachhtaaogi ek din dekhna

bhagoge tum, daba ke dum

are husn pe kyu hai itni akad

dhal jata hai ye pighal jata hai

ye husn kaccha ghada hai

yahi to hai saccha raasta

sun jara

ae rang rut o bekhabar

marne ko tu aa gaya kidhar

ky aag se khelne tu chala

jal jaayega o diwaane

tere mera kya waasta

ja pakad apna raasta

tere mera kya waasta

ja re ja

Explore this song