Roman script

hai prachand aag aaj yeh zara tu jaan le

hai prachand aag aaj

yeh zara tu jaan le himmat se kaam lena

yeh bakhubi maan le cheekti pukarti yeh zindagi

keh rhi hai hoslo se kaam lo

hai prachand aag aaj yeh zara tu jaan le

sabr ki mashaal mein insaaf ki lau jal rhi

aag pratishod ki aaj jawla ban gye

waqt jo kabhi aur tha wohi cheek kr keh rha

saakh rakh kr dega tandav yeh kr rha

aag pratishod ki aaj jawla ban gye

waqt jo kabhi aur tha wohi cheek kr keh rha

saakh rakh kr dega tandav yeh kr rha

hai prachand aag aaj yeh zara tu jaan le

himmat se kaam lena yeh bakhubi maan le

cheekti pukarti yeh zindagi

keh rhi hai hoslo se kaam lo hai prachand aag aaj

yeh zara tu jaan le

Explore this song