Roman script

hai koi kahin na kahin mere liye jo hai banaa

na jaane kyun lagta hai yeh

ki tere liye main hoon banaa

mujhko meri tarah dhoondta sochta

chhann se jo aaye nazar

ho jaaye phir kahin lapata

us sey hai jo rishta koi

par kya hai woh mere khuda

chahata hoon main tujhe

kuch iss tarah se jaan-e-jaan

ki hawaa bhi aa sakegi na humare darmiyaan

saath honge hum iss tarah se

jaise saath hote hain jism-o-jaan

hosh mein kabhi na aaun main

thamm hi jaaye ye lamhaa

Explore this song