Roman script

hai kaam mohabaat ka hai kaam mohabaat ka 

fariyaad kiye jana jo phool bheja hai to 

unhe yaad kiye jana unhe yaad kiye jana 

hai ek ada unki har baat kiye jana 

hai ek ada unki har baat kiye jana 

fariyaad kiye jana unhe yaad kiye jana 

hai kaam mohabaat ka hai kaam mohabaat ka 

fariyaad kiye jana jo phool bheja hai to 

unhe yaad kiye jana unhe yaad kiye jana 

manjur huaa unko gam deke bhula dena 

manjur huaa hamko is gam ka maja lena 

unhe yaad kiye jana fariyaad kiye jana 

hai kaam mohabaat ka hai kaam mohabaat ka 

fariyaad kiye jana jo phool bheja hai to 

unhe yaad kiye jana unhe yaad kiye jana 

vo aankh chuuraye to ae dil na gila karna 

vo milne na aaye to sapno mein mila karna 

sapno mein bhi tu unse fariyaad kiye jana 

hai kaam mohabaat ka hai kaam mohabaat ka 

fariyaad kiye jana jo phool bheja hai to 

unhe yaad kiye jana unhe yaad kiye jana

Explore this song