Roman script

tere manmoji khaabon se

mere dil ko bhi par lag gaye

par lag gaye dil ho raha hai faraar

tere atrangi iradon se

mere dil pe bhi rang chad gaye, rang chad gaye

dil ho raha hai gulaal

ab toh karni hai rangeeniyan, udni udni hai uchaiyan

chhuli chhuli hai chingariyna, junooni ho gai hai manmarziya

hai junooni junooni, hai junooni junooni

hai junooni junooni oo, teri sangat junooni 

dil ki harkat junooni, hai junooni junooni oo oo

na kal ka zikar ho, na hume kabi kal ki fikar ho

na soche kabhi hum, kahan pe hoga ghar

tere sang jo dagar ho, to phir aasmani safar ho

milne bichadne ka jara bhi na ho darr

kehni kehni hai kahaniyan, jeeni jeeni hai jawaniyan

udni udni hai uchaiyan, junooni ho gay hai manmarziyan

hai junooni junooni, hai junooni junooni

hai junooni junooni ooo

teri aadat junooni, ban gayi chanch junooni

hai junooni junooni ooo

humko bhi karlo giraftaar, apni junooni chahat mein

humko bhi karlo giraftaar mere yaar

humko bhi karlo giraftaar, apni junooni hasrat mein

humko bhi karlo giraftaar mere yaar

humko bhi karlo giraftaar, humko bhi karlo giraftaar

humko bhi karlo giraftaar mere yaar

ye kahaniyan junooni, ye unchaaiyan junooni

ye rangeeniyan junooni, ye chingariyan junooni

hai junooni junooni, hai junooni junooni

hai junooni junooni oo oo

Explore this song