Roman script

are haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri

mujhe pal pal hai tadpaye

teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re

haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri

kitane sawan bit gaye

kitane sawan bit gaye, baithi hu aas lagaye

kis sawan me mile sajanwa, woh sawan kab aaye kab aaye

madhur milan ka yeh sawan hatho se nikla jaye

teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re

haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri

mujhe pal pal hai tadpaye

teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re

haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri

prem kaa aisa bandhan hai 

prem kaa aisa bandhan hai jo bandh ke phir naa tute

are naukari kaa hai kya bharosa, aaj mile kal chhute, kal chhute

ambar pe hai dhara swayam aur phir bhi too ghabraye

teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re

haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri

mujhe pal pal hai tadpaye

teri do takiya di naukari te meraa lakhon kaa sawan jaye re

haay haay yeh majburi, yeh mausam aur yeh duri

Explore this song