Roman script

haye dil laga to aisa laga charcha gali gali

hamne diya tumne liya parcha gal igali

haye dil laga to aisa laga charcha gali gali

hamne diya tumne liya parcha gal igali

tu jo hai to kitni hasi hai jindagi sanam

tu jo hai to kitni hasi hai jindagi sanam

dil se dil mil gaya to kya kami sanam

gup chup mile to hone laga charcha gali gali

haye dil laga to aisa laga charcha gali gali

hamne diya tumne liya parcha gal igali

haye dil laga to aisa laga charcha gali gali

hamne diya tumne liya parcha gal igali

khubsurat chahiye tha ek humsfar

khubsurat chahiye tha ek humsfar

phul raho me khila de iski najar

sathi mila to hone laga charcha gali gali

haye dil laga to aisa laga charcha gali gali

hamne diya tumne liya parcha gal igali

haye dil laga to aisa laga charcha gali gali

hamne diya tumne liya parcha gal igali

arzu kaya or karte pyar ke siwa

arzu kaya or karte pyar ke siwa

pyar se tumne mere daman ko bhar diya

daman bhara to hone laga charcha gali gali

haye dil laga to aisa laga charcha gali gali

hamne diya tumne liya parcha gal igali

haye dil laga to aisa laga charcha gali gali

hamne diya tumne liya parcha gal igali

Explore this song