Roman script

hai dhuan dhuan kyun yahan wahan 

hai dhuan dhuan kyun yahan wahan 

kya jal raha kya sulag raha 

tera dil ya mera badan 

tera dil ya mera badan 

jhukti hai tanhayi aaja aaja 

badhne de rusvayi aaja aaja 

le bekhudi chhane lagi bekhudi chhane lagi

hai nasha nasha kyun zara zara 

kya mehak raha kya behak raha 

tera dil ya mera badan 

tera dil ya mera badan 

jab saanso ki bandhan khole khole 

bajti rahege dil ki shole shole 

le paimane nazrane paimane nazrane 

hai fasa fasa hai kata kata 

kya nikhar raha kya bikhar raha 

tera dil ya mera badan 

tera dil ya mera badan

Explore this song