Roman script

hai bhado ki kali kali raat re 
hai bado ki kali kali raat re
ghar aaja ki hui barsat re
ghar aaja ki hui barsat re
ke rimjhim rimjhim bund pade
ke rimjhim rimjhim bund pade
hai bhado ki kali kali raat re 
ghar aaja ki hui barsat re
likh likh patiyaan unko bheji
likh likh patiyaan unko bheji
vo hai desh paraye 
vo hai desh pataye
saara jivan beeto jaaye
saara jivan beeto jaaye
vo keh ke bhi naa aaye
vo keh ke bhi naa aaye
ab ka se kahu dil ki baat re
ghar aaja ki hui barsat re 
ke rimjhim rimjhim bund pade
dekho ji kaali ghata chhayi 
dekho hans ke hawa aayi
dekho ji kaali ghata chhayi 
dekho hans ke hawa aayi
haye najar naahi jane 
haye najar naahi jane balam harjai
ab ka se kahu ji ki baat re
ab ka se kahu ji ki baat re
ghar aaja ki hui barsat re
ghar aaja ki hui barsat re

Song details

Song video

Watch on YouTube