Roman script

haay rabba ye dilwale chupke se dil chura le haay haay

haay rabba ye husnwale najro se tir chalae haay haay

raato ki nind udade rato ka chain churale 

karle kabu me ye dil ko dil ko dil ko haay haay

haay rabba ye dilwale chupke se dil chura le haay are haay

haay rabba ye husnwale najro se tir chalae haay haay

tum ho diwane pagal parwane

kabhi inki mithi baato me koi na aana

ye sokh hasina kare mushkil ye jeena

kahin inke rup ke jaal me tum fash na jaana

sine se ye laga ke kar lete hai dil ko kaabu

dil pe chal jata hai inki aankho ka jadu

arey bachna bachna bachna in aashiko se bachna haay haay

haay rabba ye dilwale najro se tir chalae haay haay

inki aadaye dil ko tadpaaye

ye karti hai aashiq se pyar me jhutha wada 

ye to hai chhaliya tode kacchi kaliya

chahat me inki wafa hai kam dhokhe hai jyada

hey hote hai sangdil ye koi pyar na inse kare 

jane kab tod de dil ko inpe na yakin kare

hai khatra khatra khatra inki adaao me khatra ha are haa

haay rabba ye dilwale chupke se dil chura le haay are haay

haay rabba ye husnwale najro se tir chalae ha are ha

raato ki nind udade rato ka chain churale 

karle kabu me ye dil ko dil ko dil ko haay are haay

ha are haay

Explore this song