Roman script

give me this one

check it this one

give me this one

check it this one

say give me this one

ek ladki se jab aankhein huyi chaar maine bola haan ji

ladki ne kaha mere ban jaao yaar maine bola haan ji

ek ladki se jab aankhein huyi chaar maine bola haan ji

ladki ne kaha mere ban jaao yaar maine bola haan ji

sunday ko ek ring pehanwa di 

monday ko phir ho gayi yeh shaadi

woh boli sari umar karoge mujhe pyaar 

maine bola haan ji

ek ladki se jab aankhein huyi chaar maine bola haan ji

ladki ne kaha mere ban jaao yaar maine bola haan ji

now what ever in the world is the man to do 

when you see a lovely girl like the one i see in you

hum khush the bade 

haan ji phir aaya tuesday haan ji

lauta ghar pe haan ji 

woh roothi roothi mili mujhse chhat pe khade

dar dar ke kaha haan ji 

kyun hai mujhe khafa haan ji

phir chali goliya haan ji 

haaye bhula kaise bhula tune mera birthday

ooh wednesday ko mangi maine maafi 

thrusday boli yeh nahi hai kaafi

friday ko mujhse kasam khila di chaar maine bola haan ji 

ek ladki se jab aankhein huyi chaar maine bola haan ji

ladki ne kaha mere ban jaao yaar maine bola haan ji oh no

o you got me baby you got me baby down to the knees baby

i m laba loo stuch on you

o you got me baby you got me baby down to the knees baby

i m laba loo stuch on you

whole saturday sunday haan ji 

wo har din gum de haan ji

hai gori gori baahein yeh gale ke fande

kahan fhans gaya bende haan ji

hain gori gori baahein yeh gale ke fande

din saal mahina haan ji 

mera chain hai chheena haan ji 

mushkil huwa jeena haan ji 

main chup chup sahu yeh jitane sitam de

india mein toh democracy 

ghar mein shohar ki aisi taisi

yahan pe chale biwiyo ki sarkar bolo sab haan ji haan ji haan ji

its just a little bin ini mini mina mo yo 

its just a little bin ini mini mina mo yo 

ladoo hai ye aisa jo bhi khaye pachhtaaye haan ji

sher saare ghar aake chuhe baan jaaye haan ji

chewingum aisi hai ki jo bhi yeh chabaye haan ji

ugali na jaaye na hi nigali yeh jaaye haan ji 

ek bechara sab ko yeh samjhaye shadi barbadi hai 

yeh haay shaadi haay

bilkul haan ji shaadi barbadi hai haaye shaadi haaye

shaadi barbadi shaadi barbadi

haaye shaadi haaye haaye shaadi haaye

Explore this song