Roman script

haan jaan meri tere liye ho janam liya maine dobara

are jaan meri jaan meri tere liye ho janam liya maine dobaara

are pehle jo hua nahi ho jaye wo pyar mein yara

jaan meri tere liye ho janam liya maine dobara

ab jeene mein aur maza hai pyar karenge dar nahi duniya ka

ab jeene mein aur maza hai pyar karenge dar nahi duniya ka

jeet mere pyaar ki yeh jeet liya hai jag sara

jaan meri ho jaan meri tere liye ho janam liya maine dobara

are pehle jo hua nahi ho jaaye wo pyaar mein yara

o o jaan meri tere liye ho janam liya maine dobara

aa baahon mein kuchh to dil ki aag bujhegi

ho sharmo haya chhod  de

aa baahon mein kuchh to dil ki aag bujhegi

ho sharmo haya chhod  de

kaun jaane kab aayega phir aisa mausam pyara

jaan meri ho jaan meri tere liye ho janam liya maine dobara

are pehle jo hua nahi ho jaye wo pyar mein yara

o o jaan meri tere liye ho janam liya maine dobara 

arre  jaan meri tere liye ho janam liya maine dobara

Explore this song