Roman script

hale dil yu unhe sunaya gaya

hale dil yu unhe sunaya gaya

aankh hi ko juba banaya gaya

aankh hi ko juba banaya gaya

zindagi ki udas rato ko

zindagi ki udas rato ko

aapki yad se sajaya gaya

aapki yad se sajaya gaya

hale dil yu unhe sunaya gaya

ishk ki wa bhi ek manjil hai

ishk ki wa bhi ek manjil hai

har kadam par fareb khaya gaya

har kadam par fareb khaya gaya

hale dil yu unhe sunaya gaya

lakh tufa samet kar yar ab

lakh tufa samet kar yar ab

is liye ek dil banaya gaya

is liye ek dil banaya gaya

hale dil yu unhe sunaya gaya

aankh hi ko juba banaya gaya

Explore this song