Roman script

haalat naa puchho dil ki

badi mushkil me dil hain sanam

haalat naa puchho dil ki

badi mushkil me dil hain sanam

dard chaahat kaa ho raha hain

dard chaahat kaa ho raha hain

kabhi jyaada to kabhi kam

haalat naa puchho dil ki

badi mushkil me dil hain sanam

jivan ki ye lambi dagar hain

mujhko pata hain tumko khabar hain

jivan ki ye lambi dagar hain

mujhko pata hain tumko khabar hain

tanha safar ye kat naa sakega

kal ye tumhaara dil bhi kahega

koyi aake gale se lagaaye, ho jaaye kisi ke ham

dard chaahat kaa ho raha hain

dard chaahat kaa ho raha hain

kabhi jyaada to kabhi kam

haalat naa puchho dil ki

badi mushkil me dil hain sanam

ban ke saathi de do sahaara

har dhadkan ne tumko pukaara

ban ke saathi de do sahaara

har dhadkan ne tumko pukaara

baat pate ki meri maano

divaane ko apna jaano

shukriya mai karunga tumhaara

jo hogi nigaahe garam

dard chaahat kaa ho raha hain

kabhi jyaada toh kabhi kam

haalat naa puchho dil ki

badi mushkil me dil hain sanam

haalat naa puchho dil ki

badi mushkil me dil hain sanam

badi mushkil me dil hain sanam

badi mushkil me dil hain sanam

badi mushkil me dil hain sanam

Explore this song