Roman script

gujre zamane yaad aate hai

dard purane yaad aate hai

beete din, beeti raate

chahat ke sare vaade

afsane yaad aate hai

gujre zamane yaad aate hai

dard purane yaad aate hai

gujre zamane yaad aate hai

dard purane yaad aate hai

din baharo ke gaye kahan

zindagi me chha gaye khiza

na jane kaise tuta mera sapna

main dekhu, jaha dekhu dhua hai

nasina jane kaise khafa hua

na jane kisne luta mera jahan

roye mera dil, aur bhigi hai aankhe

jal uthi hai saanse

bikhre fasane yaad aate hai

dard purane yaad aate hai

gujre zamane yaad aate hai

dard purane yaad aate hai

kisse puchhu main tera pata

kaise bhulu main tujhe bata

koi bhi nahi mera yaha apna

tere bina jeena to saza hai

akela, main akela ab kya karu

mile na kahin tera koi nishan

aaja ab ha tera pyar pukare

mere sahare

tute tarane yaad aate hai

dard purane yaad aate hai

gujre zamane yaad aate hai

dard purane yaad aate hai

Explore this song