Roman script

yeh dil yeh dil yeh dil yeh dil 
yeh dil yeh dil 
gustakh dil tere liye 
betab hain ai janeja
darde jigar kaise baya 
tujhse kare dil bejuban yeh dil
gustakh dil tere liye 
betab hain ai janeja
darde jigar kaise baya 
tujhse kare dil bejuban yeh dil
ai humnashin yeh dillagee
ban jaye naa ek din kahee
tere liye dil kee lagee 
yeh dil yeh dil
gustakh dil tere liye 
betab hain ai janeja
darde jigar kaise baya 
tujhse kare dil bejuban yeh dil
jane anjane mere khwab mai tu hee 
aane lagee hain aane lagee hain 
jane anjane mere khwab mai tu hee 
aane lagee hain aane lagee hain 
jane na tu ai janeman 
yeh toh hai bas divanapan
bekhudee leke jayegee 
yeh lagan yeh teree lagan
ai humnashin yeh dillagee
ban jaye naa ek din kahee
tere liye dil kee lagee
yeh dil yeh dil
tere mere mere tere pyar kaa charcha 
hone laga hain hone laga hain 
tere mere mere tere pyar kaa charcha 
hone laga hain hone laga hain 
yeh ada yeh teree ada 
saree duniya se hain juda
dekhle jo tujhe sanam 
tujhpe ho jayega fida
ai humnashin yeh dillagee
ban jaye naa ek din kahee
tere liye dil kee lagee
yeh dil yeh dil
gustakh dil tere liye 
betab hain ai janeja
darde jigar kaise baya 
tujhse kare dil bejuban yeh dil
yeh dil yeh dil yeh dil
lyrics typed by: neha gupta

Song details

singer: Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan