Roman script

he ji re, gunje gagan gunje, lalkaren ham

gunje gagan gunje, lalkaren ham

dharti kanpe din raina chali maharathiyo ki sena 

dharti kanpe din raina 

chali maharathiyo ki sena he ji re

gunje gagan gunje, lalkaren ham

lalkaren ham

rup tum pralay kaa liye ran me jalo 

jalo ran me jalo

shastr khanakte hain badho aakrman karo

badho aakrman karo

surama ho tumhin han tum hi veer ho

surama ho tumhin han tum hi veer ho

yuddh ki bela me chhod do sanyam

gunje gagan gunje, lalkaren ham

lalkaren ham

antim vikat yuddh hoga yahi, yuddh hoga yahi

ae rakt hi upalega dhara se har kahi 

dhara se har kahi

than lo tum nahi ya shatru nahi

than lo tum nahi ya shatru nahi

arjun bhi tum ho tum hi shivam

gunje gagan gunje, lalkaren ham

lalkaren ham

dharti kanpe din raina chali maharathiyo ki sena 

dharti kanpe din raina 

chali maharathiyo ki sena

Explore this song