Roman script

guncha koi mere naam kar diya 
guncha koi mere naam kar diya 
saaki ne phir se mera jaam bhar diya 
saaki ne phir se mera jaam bhar diya 
guncha koi 
tum jaisa koi nahi is jahan mein 
tum jaisa koi nahi is jahan mein 
subah ko teri julf ne shaam kar diya 
subah ko teri julf ne shaam kar diya 
saaki ne phir se mera jaam bhar diya 
guncha koi 
mehfil mein baar baar idhar dekha kiye 
mehfil mein baar baar idhar dekha kiye 
aankho ke jajiro ko mere naam kar diya 
aankho ke jajiro ko mere naam kar diya 
saaki ne phir se mera jaam bhar diya
guncha koi 
hosh bekhbar se huye unke bagair 
hosh bekhbar se huye unke bagair
hosh bekhbar se huye unke bagair
wo jo humse keh naa sake 
wo jo humse keh naa sake dil ne keh diya 
saaki ne phir se mera jaam bhar diya

Song details

Song video

Watch on YouTube