Roman script

guncha koi mere nam kar diya, guncha koi mere nam kar diya
saaki ne phir se, mera jam bhar diya
saaki ne phir se, mera jam bhar diya 
guncha koi 
tum jaisa koi nahi, iss jahan me 
tum jaisa koi nahi, iss jahan me 
subah ko teri julf ne, sham kar diya
subah ko teri julf ne, sham kar diya 
saki ne phir se, mera jam bhar diya
guncha koi 
mehfil me bar bar, idhar dekha kiye 
mehfil me bar bar, idhar dekha kiye
aankho ke jajiro ko, mere nam kar diya
aankho ke jajiro ko, mere nam kar diya 
saki ne phir se, mera jam bhar diya
guncha koi
hosh bekhabar se huye unke bager 
hosh bekhabar se huye unke bager
hosh bekhabar se huye unke bager
wo jo humse keh na sake, dil ne kah diya 
wo jo humse keh na sake, dil ne kah diya 
saki ne phir se, mera jam bhar diya
saki ne phir se, mera jam bhar diya
guncha koi mere nam kar diya
saki ne phir se, mera jam bhar diya
guncha koi mere nam kar diya

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Rajpal Yadav, Rituparna Sengupta, Kay Kay Menon