Roman script

Gunaah kiya dil maine yaar ka tod ke

Gunaah kiya usay ik din tanha chhod ke

Gunaah kiya dil maine yaar ka todh ke

Gunaah kiya usse ik din tanha chodh ke

Tu mill naa paaye hum jee naa paaye

Kahin mar naa jaaye kaisi hai

Kaisi hai bebasi

Dil phir se chaahe

Teri hi panaahein

Kahin marr na jaayein zindagi

Gunaah kiya dil maine, yaar ka tod ke

Aankhien hai num, dhadhkan maddham

Ab maan jaa roothe sanam

Saansein chubhan, toota sa mann

Aur naa sataa oh jaan-e-mann

Tu mill naa paaye, hum jee naa paye

Kahin marna jaaye kaisi hai kaisi hai bebasi

Dil phir se chaahe

Teri hi panahein

Kahin mar naa jaaye zindagi

Gunah kiya dil maine yaar ka tod ke

Na re na re…

Mera har pal abb toh bojhal

Veeraan saa dil yeh har dum

Laakhon hai gham tanha hai hum

Kaise sahein itna sitam

Tu mill na paaye, hum jee naa paaye

Kahin marr na jaaye, kaisi hai, kaisi hai bebasi

Dil phir se chaahe

Teri hi panaahein

Kahin marr na jaaye zindagi

Gunaah kiya dil maine, yaar ka tod ke

Gunaah kiya usse ik din tanha chhod ke

Aaa..

Gunaah kiya.. gunaah kiya…

Explore this song