Roman script

ghumsum chandni ho

dua aashmani tum ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

jaadu dilkashi ho

ya rabb ki jubani tum ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

tere itra se mera dil mehakta hai

tu pass aaye toh paagal behakta hai

dil pe koi joor nahi,

dhadkan mein kuch aur nahi

dil pe koi joor nahi,

dhadkan mein kuch aur nahi

dil ki chahat, dil ki muskaan ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

ishq mein padd ke puri ho gayi mannat ve

tujhko paa ke paa li ab toh jannat ve

rafta rafta ishq tera badhta hai

saanso mein jaise nasha chadhta hai

chahe din ho chahe raat

judd rahi tujhse har baat

chahe din ho chahe raat

judd rahi tujhse har baat

tere naam se meri pehchaan ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

ghumsum chandni ho

dua aashmani tum ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

jaadu dilkashi ho

ya rabb ki jubani tum ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

jo bhi ho tum meri jaan ho

Explore this song