Roman script

gumshuda chain, ruh bejaar jism-o-jaan tanha

dil ho chala sare bazaar iss tarah tanha

ab sukoon se saans le do ghadi 

ab sukoon se saans le do ghadi

mere khuda sadiyo jiya hawaao ke intezaar me

kanse din rain donon hairaan har lamha tanha

dil ho chala sare bazaar iss tarah tanha

gumshuda chain, ruh bejaar jism-o-jaan tanha

yeh beintehaa bekhudi waqt ki 

yeh beintehaa bekhudi waqt ki 

behosh si hain sar zameen

nashe mein yeh aasamaan hain

kho chuka tha sabr-o-karaar har fiza tanha

dil ho chala sare bazaar iss tarah tanha

gumshuda chain, ruh bejaar jism-o-jaan tanha

Explore this song