Roman script

gumsum ye jaha hai, humdam tu kaha hai 

gumsum ye jaha hai, humdam tu kaha hai 

gumjada ho gayi zindagi aa bhi ja 

gumsum ye jaha hai, humdam tu kaha hai 

gumjada ho gayi zindagi aa bhi ja 

raat baithi hai bahein pasare, siskiya le rahe hai sitare 

raat baithi hai bahein pasare, siskiya le rahe hai sitare 

koi tutta hua dil pukare, humdam tu kaha hai 

gumjada ho gayi zindagi aa bhi ja  

gumsum ye jaha hai, humdam tu kaha hai 

gumjada ho gayi zindagi aa bhi ja 

aaj aane ka wada bhulakar 

na ummedi ki aandhi chalaakar 

aaj aane ka wada bhulakar 

na ummedi ki aandhi chalaakar 

aashiyana wafa ka jalakar 

humdam tu kaha hai 

gumjada ho gayi zindagi aa bhi ja 

gumsum ye jaha hai, humdam tu kaha hai 

gumjada ho gayi zindagi aa bhi ja

Explore this song