Roman script
gum hun teri yadon me kahin gum hun mai kyu abhi bhi chup hun kaise bin kahe bataun gum hun teri yadon mei kahin gum hun mai kyu abhi bhi chup hun kaise bin kahe bataun iss dil ka kya karun teri yadon me jee lun teri yadon me jee lun teri yaadon me jee lun jab se mila hoon tujhse ho gaya hun dur khud se aashiyana ho tujhmein hi kahin hai dua kab se hua hun tumhara rab se bhi mangu sahara ye sath tera na chhute kahin hai dua gum hun teri yadon me kahin gum hun mai kyu abhi bhi chup hun kaise bin kahe bataun saanson me kuch to naya hai na jane kya darmayan hai apna le tu mujheko hai meri ilteza ehsas jo ab hua hai jaise ki sab kuch naya hai afsana haal-e-dil ka kaise ho gaya gum hun teri yadon me kahin gum hun mai kyu abhi bhi chup hun kaise bin kahe bataun gum hun teri yadon me kahin gum hun mai kyu abhi bhi chup hun kaise bin kahe bataun
Song details
- Singer: Yasser Desai
- Film / album: Bhaagte Raho (2018)
- Composer: Hyperbol
- Lyricist: Siddharth Saxena
- Lyricist: Salamat Ali Siddique
- Actor: Abhay Kabir Raichand
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Gopi Bhalla
- Actor: Mukesh Khanna
- Actor: Rajpal Yadav
- Actor: Riya Deepsi
- Actor: Shekhar Shukla
Song video
actor: Riya Deepsi, Abhay Kabir Raichand
lyricist: Siddharth Saxena, Salamat Ali Siddique