Roman script

gulshan mein mere thi bahar

wo bahar kya hui

gulshan mein mere thi bahar

wo bahar kya hui

laila ke dil mein 

laila ke dil mein thi meri

wo yadgaar kya hui

laila ke dil mein thi meri

wo yadgaar kya hui

kismat meri bigad gayi

duniya meri ujad gayi

majnu bana ban firu

aankhe vhar kya hui

gulshan mein mere thi bahar

wo bahar kya hui

gulshan mein mere thi bahar

wo bahar kya hui

Explore this song