Roman script

he briz ki bala rup rakala ho

he briz ki bala rup rakala 

bahut vikala banmala 

jaagi tan jwala vipda rasala

dindyala nandlala haa 

dindyala nandlala re 

dindyala nandlala ha 

aye nahi aala krishan tibala 

bansi wala banvaari 

he navsukhkari, krishanmurari 

jai tripurari re girdhari bolo 

jai tripurari gidhari re 

jai tripurari girdhari 

sundar saundar komal komal 

mand mand musukaye re 

gori gori gujrat ki chhori 

mora manwa churaye re 

he he he he he he 

bansi bansi saajan

maine tera naam likha hain re

saari saari raat main jaagu 

kaise rog lagaye re

he he he he he he 

he he he he he he 

sundar chhori chanchal kori 

tu hain meri rani re 

chham chham chham chham naach rahi hain 

odh chunariya laali re 

he he he he he he 

bindiya chudi payal gajra 

laali kajra kangna re 

bula rahi hain nisdin tujhko 

aaja more sajna re 

mora manwa churaye re 

aaja more sajna re 

he gujrati chhokri hay 

phulo ki tokari hay 

are gujrati chhokri hay

phulo ki tokari hay 

mumbai ka chhokra hay hay hay 

mirchi ka tokra hay 

mumbai ka chhokra hay hay hay 

mirchi ka tokra hay 

pyar karu chhu samjhe 

sau baar karu chhu 

are pyar karu chhu, sau baar karu chhu 

julmi ne de diya hay hay hay hay 

gujrati chhokri hay, phulo ki tokari hay 

mumbai ka chhokra hay, mirchi ka tokra hay 

julmi hain goriya tere nayan 

tu mara chatta main hu kiran 

are julmi hain goriya tere nayan 

tu mara chatta main hu kiran 

dariya kinare jara chal maajhi morni 

ho jaye apna milan, chal hat 

ho dariya kinare jara chal maajhi morni 

ho jaye apna milan 

pyar karu chhu, sau baar karu chhu 

are pyar karu chhu, sau baar karu chhu 

leke gadariya hay hay hay

mumbai ka chhokra hay hay hay 

mirchi ka tokra hay 

he he he gujrati chhokri hay 

phulo ki tokari hay

Explore this song