Roman script

goya ke chunanche goya ke chunanche

goya ke chunanche goya ke chunanche

ho nache gaye jhum ke aa goya ke chunanche 

ho nache gaye jhum ke aa goya ke chunanche 

goya ke chunanche goya ke chunanche

kitna pyara geet hai ye goya ke chunanche

kitna pyara geet hai ye goya ke chunanche

goya ke chunanche goya ke chunanche

kiya maine pyar yu to kai bar

dil ka sauda tujhse pahli bar kiya

kiya maine pyar yu to kai bar

dil ka sauda tujhse pahli bar kiya

andhera kho gaya sawera ho gaya

mai teri ho gayi tu mera ho gaya

ban gayi meri jindagi bas goya ke chunanche

goya ke chunanche goya ke chunanche

lab pe tera nam dil me teri yad

aankho me teri taswir basi

lab pe tera nam dil me teri yad

aankho me teri taswir basi

ye dil kyu ho gaya diwana kya kahu

diwane dil ka mai fasana kya kahu

mujhko apna hosh nahi bas goya ke chunanche

goya ke chunanche goya ke chunanche

aashik uska nam hath jo le tham

dunia chode yar yari na tode

aashik uska nam hath jo le tham

dunia chode yar yari na tode

khushi ke din ho ya gumo ki sham ho

usi ki yad ho usi ka nam ho

so bato ki bat ye goya ke chunanche

nache gaye jhum ke aa goya ke chunanche 

goyake chunanche goya ke chunanche

goyake chunanche goya ke chunanche

Explore this song