Roman script

govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala

aayi maakhan ke choro ki sena

aayi maakhan ke choro ki sena

zara bach ke sambhal ke ji rahna

zara bach ke sambhal ke ji rahna

badi natkhat hai fauj kahi aayi jo mauj

badi natkhat hai fauj kahi aayi jo mauj

nahi bachne ka

nahi bachne ka koyi bhi taala taala

govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

ho kaisi nikali hai jhum ke ye toli

ho kaisi nikali hai jhum ke ye toli

aaj khelegi dudh se ye holi

aaj khelegi dudh se ye holi

bhige kitna bhi ang thandi ho na umang

bhige kitna bhi ang thandi ho na umang

pade inse 

pade inse kisi ka na paala paala

govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala

are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala

govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala

are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala

govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

aala re aala zara matki sambhaal brijbaala

Explore this song