Roman script

goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki

ha goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki

hanske jiye hanske mare hum jaise dilwalo ki

ho goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki

gali gali me geet humare gunje subho sham

hum geeto ke saudagar hai yahi hamara kaam

are gali gali me geet humare gunje subho sham

hum geeto ke saudagar hai yahi hamara kaam

na sona na chandi, geeto se humko pyar 

na sona na chandi, geeto se humko pyar 

goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki 

goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki 

ha jina hai din char yaha khush hoke ji le yaar

krna hai kuch agar tujhe ji bhar ke kar le pyar

are jina hai din char yaha khush hoke ji le yaar

krna hai kuch agar tujhe ji bhar ke kar le pyar

kya tera kya mera, bhula de mere yaar

kya tera kya mera, bhula de mere yaar  

goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki

hanske jiye hanske mare hum jaise dilwalo ki

ho goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki 

goro ki na kalo ki duniya hai dilwalo ki

Explore this song