Roman script

goriya pyar mujhe kab degi 
goriya pyar mujhe kab degi 
goriya pyar mujhe kab degi 
goriya pyar mujhe kab degi 
jag choda maine ye tere liye 
jag choda maine ye tere liye 
dil mera tu kab legi 
aayega dil mera tab dungi 
aayega dil mera tab dungi 
ke aayega dil mera tab dungi 
aayega dil mera tab dungi 
jaan dungi tujhe parkhungi tujhe 
jaan dungi tujhe parkhungi tujhe 
fir dil kya hai sab dungi 
he goriya pyar mujhe kab degi 
ke aayega dil mera tab dungi 
ho re ho re mera kab se hua tu deewana 
hay hay hay tune sikha kaha dil lagana 
ho re ho re teri patli kamar aisi lachke 
hay hay hay koi kaise jaye tujhse bachke 
mujhe tera bada mukhda accha laga 
ho mujhe tera bada mukhda accha laga 
ho tere rang dhang bhi dekhungi 
aayega dil mera tab dungi 
goriya pyar mujhe kab degi 
labo ki kali nigaho ke phul sara chaman mai chum lu 
teri jo mujhe ijazat mile sara badan mai chum lu 
mera bhi to karta hai dil sine se tu laga le mujhe 
jal jau mai na is aag me is aag se bacha le mujhe 
pyar ki aag se kab bacha hai koi 
pyar ki aag se kab bacha hai koi 
tu kab tak sambhalegi 
goriya pyar mujhe kab degi 
are aayega dil mera tab dungi 
haa goriya pyar mujhe kab degi 
re aayega dil mera tab dungi 
goriya pyar mujhe kab degi 
aayega dil mera tab dungi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Poornima, Vinod Rathod