Roman script

gori ho gori chori ho chori mera jiya le gayi 

chakori haye haye gazab ho gaya

sadak par bake ka man kho gaya

gori ho gori chori ho chori mera jiya le gayi 

chakori haye haye gazab ho gaya

sadak par bake ka man kho gaya

hamne kati jeb kisi ki hum pakde gaye

lag gayi hathkadiya re hum to jakde gaye

jantar mantar mast kalandar ho gaye andar

usse na puche koi hamari nindiya khoi

churaya usne chaina milakar hamse naina

gori ne feki manwa pe dori

gori ho gori chori ho chori mera jiya le gayi 

chakori haye haye gazab ho gaya

sadak par bake ka man kho gaya

hum jo karte hai wo bhi karti hai kam wahi

chor hai apna nam to uska nam yahi

bad ke buddhan chir vichakan

chir vichakan bad ke buddhan 

are hum dhan ko lute are wo man ko lute

agar mane wo gori kare hum mil ke chori

khub rahe hum dono ki jodi

gori ho gori chori ho chori mera jiya le gayi 

chakori haye haye gazab ho gaya

sadak par bake ka man kho gaya

kho gaya kho gaya kho gaya

Explore this song