Roman script

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

le ja sath apne sath aayi piya milan ki rat

karwat badal ke raina bite tanhai tadpaye

tanhai tadpaye oyew hoye tanhai tadpaye

o piya milan ki pyas jiya me koi agan lagaye

koi agan lagaye oye hoye koi agan lagaye

aaye yaad teri yaad nind na aye sari rat

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

aaye aake chhaye badra bin barse ud jaye

bin barse ud jaye oye hoye bin barse ud jaye

abke baras to sawan tapte man ki tapan bhujaye 

man ki tapan bhujaye oye hoye man ki tapan bhujaye

ho bhige sath dono sath ho jaye aisi barsat 

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

chudi chhanke kangana khanke bindiya kare ishare 

bindiya kare ishare oye hoye bindiya kare ishare

ghunghata se chhup chhup kar jhanke do naina kajrare 

do naina kajrare oye hoye do naina kajrare

o sun le sathi ki bat tham le mehandi wale hath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

le ja sath apne sath aayi piya milan ki rat

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

gori kab se hui jawan banna le ja apne sath

Explore this song