Roman script

gori kaahe khadi angana atariya mein aao 

aayi aai balma diya to jalao diya to jalao 

atariya mein nahi to najariya mein aao 
aayi aayi balma najar na lagao
aayi aayi balma najar na lagao
najariya mein nahe to karjwa mein aao 
najariya mein nahe to karjwa mein aao 
karjwa mein aao jeegarwa mein aao  
karjwa mein aao jeegarwa mein aao  
najariya mein nah to karjwa mein aao 
najariya mein nah to karjwa mein aao 
gori ese aao jaise bango mein phool 
jaise yauwan phool jaise bago mein phool

aayi aayi balma jara to gam  khao  
aayi aayi balma jara to gam  khao 
gori kaahe khadi angana atariya mein aao 
aai aai balma diya to jalao diya to jalao 

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Anil Biswas, Maya