Roman script

gori ka gori ka ang khila jaye phulo ki rut ayi re 
anchal mein rang lehraye phulo ki rut ayi re 
dulhan bani sajna mila dulhan bani sajna mila
sajna se pyara lalla mila 
gori ka gori ka ang khila jaye phulo ki rut ayi re 
anchal mein rang lehraye phulo ki rut ayi re 
balle balle chal meri goriye 
shawa shawa chal meri goriye 
gori tan par saje hain gehane oh 
gori tan par saje hain gehane 
gori bethi hai roop sajaye sharmake jhuka le palke 
kabhi kabhi mand mand muskaye 
gehano me sone ka kangana mila 
gehano mei sone ka kangana mila gori ka 
gori ka gori ka ang khila jaye phulo ki rut ayi re 
anchal mein rang lehraye phulo ki rut ayi re 
mere tan mein bijariya daude oh 
mere tan mein bijariya daude 
mere pau mein payaliya chanke 
sath sakhiyo ke lehraye nachu 
taal deti hai dhadkan man ki 
mujhko to sapno ka angna mila 
mujhko to sapno ka angna mila 
gori ka gori ka ang khila jaye phulo ki rut ayi re 
anchal mein rang lehraye phulo ki rut ayi re 
balle balle chal meri goriye 
shawa shawa chal meri goriye 
lagti thi gulabo ki kyari lagti thi gulabo ki kyari
sharmile baharo ne dekha dhund ayi main 
bag bagiche sebo mein anaro meinmein dekha
gori ke galo ka rang na mila 
gori ke galo ka rang na mila 
gori ka gori ka ang khila jaye phulo ki rut ayi re 
anchal mein rang lehraye phulo ki rut ayi re 
dulhan bani sajna mila dulhan bani sajna mila
sajna se pyara lalla mila

Song details

singer: Jaswinder Singh, Kavita Krishnamurthy