Roman script

gori baho me chudiya kaali 

sajalo rani ko, ho sajalo rani ko

haye sajalo rani ko

gori baho me chudiya kaali 

sajalo rani ko, ho sajalo rani ko

haye sajalo rani ko

mera pyar akela roye

kaha se laau rani ko

haye kaha se laau rani ko

mera pyar akela roye

kaha se laau rani ko

haye kaha se laau rani ko

aisi rat tuhmari ho, jo kaliyo se pyari ho

geet ab char ka rang la jaar ka

kya batau kaisi ho

aankh hirni jaisi ho

kya batau, kya batau kaisi ho

aankh hirni jaisi ho

aankho me to pyar ho, hatho me katar ho

marti bhi jaye khilati bhi jaye

rulati bhi jaye hasati bhi jaye

ek bar jo le angdayi, dunia kahe jawani aayi

ek bar jo aankh uthaye 

dunia pukaare haye haye

lo aa gayi rajkumari

suno ji jara bachke raho

haaye suno ji jara bachke raho

tumhe lage na nain katari

suno ji jara bachke raho

haaye suno ji jara bachke raho

saha na jaye haye raam 

saha na jaye haye raam 

sabhi najar ka waar 

haye sabhi najar ka waar 

jidhar kisi ki uth gayi najre 

gir gayi udhar kataar 

haye gir gayi udhar kataar 

raani chali shikar ko 

ho gayi aap shikar

haye ho gayi aap shikar 

yahi to pyar dekho yahi to pyar hai 

yahi to pyar dekho yahi to pyar hai 

mina baazar hain ye mina baazar hain bhai

Explore this song