Roman script

gore tan se sarakta jaaye

gore tan se sarakta jaaye 

mera dil yeh dhadakta jaaye

duppatte ko sambhaal soniye 

bura hai mera haal soniye

duppatte ko sambhaal soniye 

bura hai mera haal soniye

mere peechhe zamana sara 

mere peechhe zamana sara 

husn mera hai ek angaara

tu khud ko sambhal soniya

na aise dil uchhaal soniya

tu khud ko sambhal soniya

na aise dil uchhaal soniya

maine chakkar pe chakkar chalaya sanam

tere bapu ko maine pataya sanam

maine chakkar pe chakkar chalaya sanam

tere bapu ko maine pataya sanam

tere jadu ne ehsaan mujhpe kiya

karu kaisa bhala main tera shukriya

maine kya kya hai paapad bele

khel na jaane kya kya khele

main aashiq bemisaal soniye 

yeh tera hai kamal soniye

tu khud ko sambhal soniya

na aise dil uchhaal soniya

teri meri mohabbat ka gul khil gaya

maine chaaha jisse woh sanam mil gaya

o teri meri mohabbat ka gul khil gaya

maine chaha jisse woh sanam mil gaya

badi mushkil se humko mili yeh ghadi 

paas aaja are door kyon khadi

tujhe dekhun main dekhti jaau

khushbu si mehakti jaau

yeh tera hai kamal soniya

huyi main bekhayal soniya

yeh tera hai kamal soniya

huyi main bekhayal soniya

gore tan se sarakta jaaye 

mera dil yeh dhadakta jaaye

duppatte ko sambhaal soniye 

bura hai mera haal soniye

tu khud ko sambhal soniya

na aise dil uchchaal soniya

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song