Roman script

gore gore gaal mere behki behki chaal hai

dekh meri patli si kamariya har aashiq behal hai

haan, gore gore gaal mere behki behki chal hai

dekh meri patli si kamariya har aashiq behal hai

parda utha, zara parda utha

mehfil mein aaye sab ko maza

parda utha de zara parda utha

jalwa dikha de zara jalwa dikha

gore gore gaal mere behki behki chal hai

dekh meri patli si kamariya har aashiq behal hai

meri resham waali chunar

mera bute waala lehnga

koi mol chuka nahin sakta

mera husn bada hai mehnga

sar se chunar sarka de

lehnga ek baar ghuma de

jo mangegi hum denge

aankhon se jaam pila de

kaano ki yeh bali dungi

honto ki yeh lali dungi

gaalo ki jawani dungi

koi to nishani dungi

parda utha,zara parda utha

mehfil mein aaye sab ko maza

parda utha de zara parda utha

jalwa dikha de zara jalwa dikha

gore gore gaal mere behki behki chaal hai

dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai

baheke hue armaanon ko

mehbub sambhal jaane de

jalwa tujhe dikh laaungi

kuch raat to thal jaane de

tadpa na humko aise

baahon mein zara bharne de

denge tujhko nazraana

jo dil chaahe karne de

thoda tadpaungi main

thoda tarsaungi main

sej pe chhaungi main

pyaas bujhaungi main

parda utha, zara parda utha

mehfil mein aaye sab ko maza

parda utha de zara parda utha

jalwa dikha de zara jalwa dikha

gore gore gaal mere behki behki chal hai

dekh meri patli si kamariya har aashik behal hai

parda utha, zara parda utha

mehfil mein aaye sab ko maza

parda utha, zara parda utha

mehfil mein aaye sab ko maza

lyrics typed by : ruchita parab.

Explore this song