Roman script

gora rang ye surakh hue jae ho 
ho gora rang ye surakh hua jae 
baho me na ched sajna mere soneya
gore rang ko surakh hone de 
gore rang ko surakh hone de 
ho gore rang ko surakh hone de 
ye din nahi phir aayenge meri soniye 
maine pehni jawaniyo ki kurti 
ho maine pehni jawaniyo ki kurti 
batan laga de mere sajna mere soneya
dhaga rango ka sui me piro ke 
ho dhaga rango ka sui me piro ke 
ho dhaga rango ka sui me piro ke 
batan laga du sajni o meri sodiye 
tu hi bol ab kaha mai jau 
tu hi bol ab kaha mai jau 
ho tu hi bol ab kaha mai jau 
mar gayi mai mari badnam mere soneya
mujhe mar ke bhi tujhi ko hai pana 
mujhe mar ke bhi tujhi ko hai pana 
ho mujhe mar ke bhi tujhi ko hai pana 
ab chahe maut dekh le o meri soniye 
tujhe vasta hai dur nahi jana 
tujhe vasta hai dur nahi jana 
galiyo me rul jaungi o mere soneya

Song details

singer: Shabbir Kumar, Kavita Krishnamurthy