Roman script

good night, good night aankhe moond le

good night, sleep tight meethi neend le

chanda ki baat sun zara sapno ke taar ban zara

kehti hai raat sun zara sssh good night

good night, good night aankhe moond le

good night, sleep tight meethi neend le

chanda ki baat sun zara sapno ke taar ban zara

kehti hai raat sun zara sssh good night

kal nayi ik subah aayegi ghar ki ghanti baja jayegi 

hasi tere hoto pe laye jo haan, wo gun guna jayegi

mamma ki baat man le karthi hai pyar jaan le

neendo ka haath thaam le sssh good night

kal rahu main rahu na magar haan ye lori toh reh jayegi 

kabhi koi raat lambi hui toh ye mathe ko seh layegi

tera bina juda kabhi jab muskurayega yunhi

doobe to gayega yunhi

good night, good night aankhe moond le

good night, sleep tight meethi neend le

chanda ki baat sun zara sapno ke taar ban zara

kehti hai raat sun zara sssh

Explore this song