Roman script

hey dola

gola gola piya bhang ka gola, he gola

dola dola ye jahaan dola, he dola

gola gola piya bhang ka gola

dola dola ye jahaan dola

maano na maano, maano maano na maano

main baat kahu ye khari

meri akhiyan ko lagti hai har ladki hari hari

gola gola piya bhang ka gola, ha piya

dola dola ye jahaan dola, he dola

paan chabaake, pike bhang ka pyaala

rang ke bahaane mora ang rang daala

tere naino se chhalake hai madhusaala

man ko churaake kahaan chali madhubaala

gola gola piya bhang ka gola, ha piya

dola dola ye jahaan dola, he dola

lehanga sambhaalu to chunar gir jaaye

jobna pe balma najariya gadaaye

haay gore gore tan ko jhalakne de gori

madira jawaani ki chhalakne de chhori

gola gola piya bhang ka gola, ha piya

dola dola ye jahaan dola, he dola

gola gola piya bhang ka gola

dola dola ye jahaan dola, he dola

he dola, he dola

Explore this song