Roman script

chal aa, chal aa

gulaam nahi tu josh me aa

chal aa, chal aa

ye desh hai tera hosh me aa

chal aa, chal aa

lahu se apne ae sardaar

nayi khadi kar de ek diwaar

desh ko bachaao

roko tum dushman ke waar

garaj garaj garjo shero aazadi ki lalkaar

aazadi ki lalkaar

garaj garaj garjo shero aazadi ki lalkaar

chal aa, chal aa

chal aa, chal aa

gulaam nahi tu josh me aa

chal aa, chal aa

ye desh hai tera hosh me aa

chal aa, chal aa

kaandhe se kaandha jodo

chhati par gole roko

kaandhe se kaandha jodo

chhati par gole roko

aary sipaahi aary samaaj

aazadi ki de lalkaar

aazadi ki de lalkaar

ae jawan, ae jawan, ae jawan

chal aa, chal aa

gulaam nahi tu josh me aa

chal aa, chal aa

ye desh hai tera hosh me aa

chal aa, chal aa

dharti mata ka farmaan

kadam kadam par de de jaan

dharti mata ka farmaan

kadam kadam par de de jaan

desh ko fir aabaad kare

aazad kare, aazad kare

desh ko fir aabaad kare

aazad kare, aazad kare

ae jawan, ae jawan, ae jawan

chal aa, chal aa

gulaam nahi tu josh me aa

chal aa, chal aa

ye desh hai tera hosh me aa

chal aa, chal aa

Explore this song