Roman script

ghor andhere mein, deep hai tu mera

dard mein hai tu sukoon meraa

yeshu  meraa charvaaha

raat mein din mein bhi

mujhko tu sambhaaltaa

saath hai mere sangh yeshua

paavan tu mere prabhu

paapi kaa udhaar tu

mere liye ghaayal huaa

yeshu meraa charvaahaa

saare dukh dard liyaa

kroos par tu mere khudaa

mere liye qurbaan hua

yeshu meraa charvaahaa

Explore this song