Roman script

tik-tok..

hey, pyare hamare bata ye

bata de re

aage se lun dahina ya peeche se lena hai kya

jo naake pe aake do chakkar laga ke phire

ay-ay-ay-ay-hey

wo kaali, wo peeli haveli ke baju se hai

halpaheli ka puche kirane ki raju se hai

bas baayein mudega do raahein khulega

raahein khulega, re raahein khulega

re kahan hai-kahan hai..

hey ghum..

tik-tok..

hey sadak pe khade hai narak jaisa kyun laage re

har aandhi gully sab ghamani hai saale hai re

bagiche ke peeche ya highway ke neeche se hey..

ay-ay-ay-ay-hey

wo neeli, wo geeli, nasheeli si raahon mein hey

thikaana chuupa hai bas inhi sawalo mein hey-hey

sahi mod aayega toh phir mil jaayega re

re kahan hai-kahan hai..

hey ghum..

tik-tok..

Explore this song