Roman script

ghodi chadhake baandh ke sehra uske ghar mai jaauga

sach kehta hu raam kasam mai joru use banaaugaa

aaha aaye re aaye re aaye re

aaha aaye re aaye re aaye re

o niche phulo ki dukan upar gori ka makan

aaha aaye re aaye re aaye re

aaha aaye re aaye re aaye re

o niche phulo ki dukan upar gori ka makan

jab chaubaare se dekhe

o jab vo chaubaare se dekhe mera dil ho baimaan

aaha aaye re aaye re aaye re

aaha aaye re aaye re aaye re

niche phulo ki dukan upar gori ka makan

matak matak chale aise chhukariya are baap re baap

sarak sarak jaaye tan se chunariya

matak matak chale aise chhukariya

sarak sarak jaaye tan se chunariya

laale laale hothva se 

laale laale hothva se barasaaye muskan

aaha aaye re aaye re aaye re

aaha aaye re aaye re aaye re

o niche phulo ki dukan upar gori ka makan

kali kali matvaali akhiyo se maare, are maar daala re

mithi mithi bholi bhaali batiyo se maare

kali kali matvaali akhiyo se maare

mithi mithi bholi bhaali batiyo se maare

solah saal ki javaani 

solah saal ki javaani le le le le meri jaan

aaha aaye re aaye re aaye re

aaha aaye re aaye re aaye re

niche phulo ki dukan upar gori ka makan

aaha aaye re aaye re aaye re

aaha aaye re aaye re aaye re

o niche phulo ki dukan upar gori ka makan

jab chaubaare se dekhe

jab chaubaare se dekhe mera dil ho baimaan

aaha aaye re aaye re aaye re

aaha aaye re aaye re aaye re

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song