Roman script

ghiri ghataye aasman par

ghiri ghataye aasman par

piya ki yaad jagaye re

ghiri ghataye aasman par

umad ghumad kar shor machate

umad ghumad kar

umad ghumad kar shor machate

jaise baadal kaale

waise hi megh chhal chhal chhalke aaye

chhal chhal chhalke

do naina matwale

mad se bhari teer barsa di

chalne lagi hawaye

piya ki yaad jagaye re

ghiri ghataye aasman par

amrayi ghani daaliyo par

koyaliya kaali

kuk utha kar aag laga kar

kuk utha kar aag laga kar

dhulka ki madhu pyali

hindole jhulan naveli

sakhiya kajri gaaye

piya ki yaad jagaye re

ghiri ghataye aasman par

piya ki yaad jagaye re

ghiri ghataye aasman par

Explore this song