Roman script
ghir ghir barse aaj gagan se ye kaise badal ghir ghir barse aaj gagan se ye kaise badal aaye matwale matwale pyar ke pal likh di kya tumne is dil mein pyar ki gajal aaye matwale matwale pyar ke pal likh di kya tumne is dil mein pyar ki gajal ghir ghir barse aaj gagan se ye kaise badal dekho madhhosh mausam gaa raha hai chhalka hua rang hai dekho madhhosh mausam gaa raha hai chhalka hua rang hai naye albele raasto par tera mera sang hai thame rahna mera aanchal ghir ghir barse aaj gagan se ye kaise badal bhige bhige badan mein aaj aisi jalne lagi hai agan jaane abke baras kaisi chalne lagi hai pawan bhige bhige badan mein aaj aisi jalne lagi hai agan jaane abke baras kaisi chalne lagi hai pawan mere arman huye pagal ghir ghir barse aaj gagan se ye kaise badal aaye matwale matwale pyar ke pal aaye matwale matwale pyar ke pal ghir ghir barse aaj gagan se ye kaise badal ye kaise badal ye kaise badal ye kaise badal
Song details
- Singer: Shailendra Singh
- Singer: Sabita Chowdhury
- Film / album: Mera Damad (1995)
- Composer: Babul Bose
- Actor: Master Bhagwan
- Actor: Utpal Dutt
- Actor: Jankidas
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Farooq Sheikh
- Actor: Zarina Wahab
Song video
singer: Shailendra Singh, Sabita Chowdhury
actor: Farooq Sheikh, Zarina Wahab