Roman script
gazab kiya tere wade pe eitbaar kiya tamam raat quayamt ka intezar kiya gazab kiya hasa hasa ke shab-e-wasl ashkbaar kiya tassaliya mujhe de deke bekarar kiya gazab kiya tere wade pe eitbaar kiya, gazab kiya hum aisi mehevi nazara na the jo hasa ta magar tumhari talpul ne hoshiyaar kiya gazab kiya tere wade pe eitbaar kiya, oh gazab kiya fasana aye shab-e-ghum unko ek kahani thi kuch eithbaar kiya kuch na eitbar kiya gazab kiya tere wade pe eitbaar kiya, gazab kiya
Explore this song
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Non-Film (Mohammed Rafi)
- Composer: Khayyam