Roman script

gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

tamam raat kayaamat ka intzaar kiya

gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

hum aise mahve nazara na the, jo hosh aata

hum aise mahve nazara na the, jo hosh aata

magar tumhare tagaaful ne, hoshiyaar kiya

magar tumhare tagaaful ne, hoshiyaar kiya

magar tumhare tagaaful ne, hoshiyaar kiya

tamam raat kayaamat ka intzaar kiya

gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

fasana ae shab-e-gam, unko ek kahani thi

fasana ae shab-e-gam, unko ek kahani thi

kuch aitbaar kiya, kuch na aitbaar kiya

kuch aitbaar kiya, kuch na aitbaar kiya

gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

na puch dil ki haqiqat magar, ye kahte hain

na puch dil ki haqiqat magar, ye kahte hain

wo bekarar rahe, jisne bekarar kiya

wo bekarar rahe, jisne bekarar kiya

tamam raat kayaamat ka intzaar kiya

gazab kiya tere waade pe aitbaar kiya

Explore this song