Roman script

ghar se to kat chuka patta 

hai naujawa mai albatta

mere liye ab ek hai bombe ho ke calcutta

ghar se to kat chuka patta 

hai naujawa mai albatta

mere liye ab ek hai bombe ho ke calcutta

parwah nahi duniya mujhe hans ke pukare

badnaam hu ye bhi to hai ek naam pyare ha ha 

parwah nahi duniya mujhe hans ke pukare

badnaam hu ye bhi to hai ek naam pyare  

aaj leke mera naam hanste hi to hai tamam

koi ro to nahi sakta ghar se to kat chuka patta 

hai naujawa mai albatta o mere liye ab ek hai

bombe ho ke calcutta

mai to sabhi ke sath karta hu bhalayi

dekho maza phir bhi nikalti hai burayi

mai to sabhi ke sath karta hu bhalayi

o dekho maza phir bhi nikalti hai burayi

koi chor main nahi sina zor main nahi

zara kismat ka hu kachha

ghar se to kat chuka patta 

hai naujawa mai albatta

mere liye ab ek hai bombe ho ke calcutta

bigde huye lakho bane dekha yahi pe

hu sochta aksar yahi baitha zami pe

o bigde huye lakho bane dekha yahi pe

hu sochta aksar yahi baitha zami pe

aasma ko pyar aaye meri gaadi bol jaye

kahi de de jo ek dhakka 

ghar se to kat chuka patta 

hai naujawa mai albatta

o mere liye ab ek hai bombe ho ke calcutta

ghar se to kat chuka patta 

hai naujawa mai albatta

mere liye ab ek hai bombe ho ke calcutta

Explore this song