Roman script

rama ho rama ho rama

ghar se chali thi, mai ek din sham ko

oh oh o o

ghar se chali thi, mai ek din sham ko

jane kis kam ko, bhul gayi kam ko

raste me tu mil gaya aankh ladi aur dil gaya

raste me tu mil gaya aankh ladi aur dil gaya

oye oye oye

mujhse akele ye kab hua hai mujhse akele ye kab hua hai

dono taraf se ye sab hua hai sabki to chhodo ab kya hua hai

sabki to chhodo ab kya hua hai gunghat sarak gaya

kangan kanak gaya aag lage pyar ko, bairan bahar ko

dekha ye gul khil gaya aankh ladi aur ye dil gaya

mujhko bana kar apna diwana diwana diwana

mujhko banakar kar apna diwana diwana ha

acha banaya tune bahana acha banaya tune bahana

ab bahane is bahane, pas na aa jana

ab bahane is bahane, pas na aa jana

chune se tere, sun oh sajan mere rup rang mera, ang ang mera

teri kasam khil gaya aankh ladi aur dil gaya

chalti hai tu to, bajte hai gunguru rukhti hai tu to, chalte hai jadu

rukhti hai tu to, chalte hai jaadu tera kya hai ye sab oh babu

na hai dosh tera na dosh mera do jawaniyo ke pahale pahale,

pyar se sara jahaa hil gaya aankh ladi aur dil gaya

ghar se chali thi, mai ek din sham ko 

jaane kis kaam ko, bhul gayi kaam ko

raste me tu mil gaya, aankh ladi aur dil aaya

raste me tu mil gaya, aankh ladi aur dil aaya

raama ho raama ho raama raama ho raama ho raama

raama oh raama

Explore this song